YouTube Se Paise Kaise Kamaye Step By Step Full Guide

.
0

Dosto aaj ki post me ham janege ki  Youtube Se Paisa Kaise kamaye.Aaj ka generation bahut teji se internet se jud rha hai.Har aadmi (person) chahta hai ki kitna jaldi paisa kamale.Paisa har aadmi ka jarurat ban gya hai.Aaj ka post un aadmi (person) ke liye important hai jo jaldi paisa kamana chahte hai. Aap youtube se video jarur dekhte honge.Agar aapko pata chale ki youtube se earning bhi kya ja sakta hai .Youtube google ki free service hai.Aaiye jante hai youtube se paisa kamane ka full guide in hindi.

MAKE MONEY ON YOUTUBE 

Youtube Se Paisa Kamane Ke Liye Kya Kya Chahiye-



1-Aap ke pas ek Leptop ya computer hona jaruri hai .
2-Aap ka pas ek Gmail account hona jaruri hai.
3-Aapko thoda bahut internet ka gyan hona jaruri hai.
4-Aapke pas ek camera hona chahiye jisse aap viseos record kar sake.
5-Aap ke pas ek video edit karne wala application hona chahiye.
6-Aap jo video record kare uska sound clear (Good) hona chahiye.
7-Aap jo video record kare usme picture clear hona chahiye .

Youtube  Se Kamayi Kaise Hota Hai  -

Jab aapka youtube account adsense se approved ho jay to aap apne videos par adsense ka ad laga sakte hai.Jab aapke video par ad lag gya hai to agar koi person aapka video dekhna start karta hai aur oh video me chal rhe ad par click karta hai to aapka youtube se kamayi hagi.Agar koi bhi person (aadmi) aapki ad par click nhi karta hai  kewal aapki video dekha ja rha hai to aap ye mat sochiye ki aapki earning nhi hoga.

1-Man ligiye agar aapki video par chal rhe ad par koi bhi click nhi karta hai  agar aapka video kewal dekh ja rha hai.Agar aapka video 1000 bar dekha gya hai to aapko 1 dollar se 7 dollar tak paisa mil sakta hai.
2-Agar aapke ad par  1 click apne countary se mila to aapko lagbhag 1 dollar se 5 dollor tak mil sakta hai.
Aap apne mind me soch rhe honge kaise 5 dollar milega agar aapke video par kisi other countary se aapka video dekha ja rha hai ya uspar click mil rha hai to aapko 5 dollar tak mil sakta hai.

Youtube Se Paisa Kaise Kamaye Full Guide Hindi Me-


Step 01-Sabse pahle aap ko www.youtube.com par jaye.
Step 02-Ab aapko sign in par click kare.
Step 03-Ab aap apne gmail account id aur password dale uske bad sign in par click kare.
Step 04-Ab aap My Channel par click karke apna youtube channel banana hai.
Step 05-Ab aapko create Channel par click karna hai.
Step 06- Ab aap apne Youtube channel ka fast name aur channel ka last name likhye.
Step 07-Ab aapko create channel par click karni hai.Dosto ab aapka channel ban gya hai.
Youtube Par Video Uplod Kaise Karte Hai-

Dosto youtube channel banana ke bad ab agla step hota hai ki video uplod kaise kare.Aap srep ko follow kijiye.

1-Ab aap my channel par click kare.
2-Ab aap upar right side me dekhnge ki uplod. Aap uplod par click kijiye.
3-Jo video dalna hai usko uplord kare.
Apme channel me kam se kam 5-7 video uplord kare jo copy right n ho.

 YOUTUBE VIDEO MONETIZE KAISE KARE Step By Step Hindi me-

1-Sabse pahle aap My Channel par jaye aur Video Manager par click kare.
2-Ab aap Channel par click kare.
3-Aapko Monetization Enable karna hai.
4-Aap all agreement accept karna hai.
5-Aapko phir se channel me jana hai aur oha Monetization name  ka ek option dikhega uspar click kare.
6-Monetization par click karne ke bad ab aapko How will I be paid par click karna hai.

Ab aap adsense ka apna pura details bataye. Jab aap adsense apply karte hai uske 2-4 din me aapko adsense ka reply mil jayga ki aapka adsens approved hua ya disapprove hua to kis karan aapko sari jankari mil jayega.

Agar aapko es post me kuch samajh me nhi aaye to comment jarur kare.Es post ko apne dosto me share jarur kare.

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
Post a Comment (0)
To Top