Sitemap Google Search Console Me Kaise Add Kare

.
2

Hello friends (dosto) aaj ham aapko batauga ki Google search consol me sitemap kaise submit kare.Jab koi parson wepsite banata hai to uske samne ek problem aata hai ki wepsite ya blog google search engine me kaise laye. Agar aap apni weepsite par daly article publice karte hai aur aapka article google search engine me nhi aati hai.To aap es post ko pura padhiye.
Jab mai aapna Blog  banaye to mai post likhta tha lekin mera post google search me nhi aata tha.Mai har month Blog banata jab oh google search me nhi aata to mai usko delete kar deta.Aise karte – karte mane 10 blog delete kar diya.Bad me phir se mene www.hindikatrick.blogspot.com ko banaya lekin yh bhi google search result me nhi aata tha.To mai socha ki aisa kya hota hai mujhe pata chala ki Wepsite ya Blog search engine me jodna bhi padta hai.Tab mai apni blog ko google search console me add kiya
.


Wepsite Ya Blog Ke Sitemap Ko Google Search Engine Me Submit Karna Jaruri Hai Kya-

Agar aap Google search engine me apni Blog ya Wepsite ke sitemap ko submit nhi kiya to samajiye aap kabhi bhi Success Blogger nhi ban sakte hai.Agar aapne apni wepsite ya Blog ke sitemap ko Google search engine me add ki hai to aapko bahut fayda haga.

1-Aapka wepsite google search me aane lagega.
2-Aapki Blog par 70% visitor badh jayge kyoki sabhi person google search engine ka use jyada karte hai.
3-Aapki Blog ya Wepsite ka traffic badhega.
4-Aapka Blog ya Wepsite popular hoga.
5-Aapka Google Adsense se kamayi bhi badhega.

To Chaliye Jante Hai Ki Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Add Kare Step By Step-

1-  Pahle aap Google Search Console par jaye.
2-  Apne Gmail account se log in kare.
3-  Ab aap apne blog url par click kare.
4-  Ab aapko CRAWL par click kare hai.

sitemap kaise search console me kaise submit kare

5-  Usme sitemap par click karna hai.

6-  Ab aap right side corner me dekhenge ki Add/Test Sitemap ab uspar click kare.

google search engine me wepsite ka sitemap kaise jode 

7-  Add/Test Sitemap par click karne ke bad aapko ek  box aayga.

8-  Us box me apna sitemap url dale aur Submit par click kare.


How to add blog sitemap for google search console
Aisa karne ke bad aapke Blog ka sitemap google search console me add ho jayega aur aapki wepsite ya blog ke post Google search me aane lagega.Ab aap samajh gye hai google serch console me site map submite karna,


Aapko ye post kaisa laga aur es post se related kuch bhi puchna ho to comment jarur kare dosto.
Tags

Post a Comment

2 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. maine add test sitemap me sitemap.xtml dalne ke bad submit karta hu toh pending batata hai or 1 error bhi batata hai .mai kya karu.plz.h..

    ReplyDelete
Post a Comment
To Top