Blog ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banaye

.
2

Dosto aaj mai aapko es post me batane ja rha hu ki Wepsite ya Blog ke liye Privacy Policy page kaise banaye.Aapke Wepsite ya blog me Privacy page yh batata hai ki aap kaise post likhte hai aur kis-kis company ka ads show karate hai.Agar aapke wepsite ya Blog adsens approved karana chahte hai to aapka wepsite ya Blog par Privacy Policy page hona bahut jaruri hai.Ab aap jan gye honge ki kitna Privacy Policy page important hai.Privacy page banana bahut simple hai.Aaj mai aapko privacy policy banane ka online tool batauga jiski sahayta se privacy policy page aasani se bana sakte hai.


BLOG KE LIYE PRIVACY POLICY PAGE KAISE BANAYE 

Privacy Policy Page Kya Hota Hai?Privacy Policy Page Blog Me Lagana Kya Jaruri hai-

Agar aap apni wepsite Google Search Engine me lana chahte hai to aapki wepsite par privacy policy page hona bahut jaruri hai.Google search engine usi wepsite ya blog ko search me lata hai jiska apna Privacy policy hota hai.Agar aap adsense se paise kamaana chahte hai to aapki wepsite par privacy policy hona bahut jaruri hai.Chaliye sikhte hai ki Blogger me Privacy policy page kaise banaye.

Privacy Policy Page Kaise Banaye Step by Step-

1-Sabse pahle aap www.serprank.com par jaye.
2-Ab aap apne aap ko Register kare.
3-Register karne ke bad apne gmail account se log in kare.
4-Ab aap Member Tools par click karna hai.

Privacy Policy Page Kaise Banaye in Hindi
5-Ab aapko Privacy Policy generetor pe click kare.
6-Ab agle page me ek form aayga usko bhariye.
Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog Ke Liye
  1-site name -Apne site ka name likhye
  2-Email address-Yha aap apna gmail account bhare.
  3-Use cookies-isme aapko yes we use cookies selact karna hai.
  4-Ab aapko Create Privacy par click karna hai.
 7-Ab aapka Privacy page ban gya hai aur aap isko copy kare.

Blog Me Privacy Policy Page Kaise Add Kare full Guide ?


1-Aap sabse pahle Blogger Dashbord me jaye.
2-Ab aap Page par click kare.
3-Uske bad aap New Page par click kare.
4-Ab Title me Privacy Policy likhe.
5-Ab copy kiya gya code yha paste kare.
6-Uske bad aap Publish par click kare.

Dosto aapke Wepsite (Blog) ke liye privacy policy page ban gaya hai.Aap aasani se samajh gye honge ki Privacy policy page banana.Es post ko social media me share kare dosto.


Tag-Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog Ke liye.Privacy Policy Page Kaise Banaye in Hindi.How to make privacy policy page in hindi.


Tags

Post a Comment

2 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. Ever wanted to get free YouTube Subscribers?
    Did you know you can get these ON AUTOPILOT & ABSOLUTELY FREE by getting an account on Like 4 Like?

    ReplyDelete
  2. Submit your website or blog now for appearing in Google and over 300 other search engines!

    Over 200,000 websites submitted!

    SUBMIT NOW with I Need Hits!!!

    ReplyDelete
Post a Comment
To Top