Idea Ke Sim Free Me Inernet Kaise Use Kare

.
1
Hello dosto Aaj hum janege ki idea me free me internet kaise chalaye.Mai aapko ek magic trick batauga jisse aap free me internet use kar payege.Aajkal subko internet ki jankari hai . Aap har time data Recharge karate hai khy aap jante hai ki free me bhi internet use kiya jata hai .aap free me movie ,music,game,android app etc chalaya sakte hai.

Kaise use kare free ka internet
Free me internet kid Mobile me chalta hai
Ye trick aapke bus android phone me hi use yoga.
First Trick
Chaliye jante hai free me internet kaise use yoga.
Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G & 3G Speed Se
Free me internet idea sim me chalane ke liye subse phale aap google play store par Jane ke baad hummar VPN app download kigiye uske baad log in kigiye aur much step follow kigiye.
Step 1-Hammar VPN App download kigiye.
Step 2-Ab app me log in kigiye.
Step 3-Log in karne ke baad Lport or Report ki settings karni hai.
Step 4-Lport - 53895 or 48412 or 55188
Step 5-Rport - 0 
Step 6-Network protocol me UDP select kare.
Step 7-Ab internet use karke dekhiye
Step 8-Aapko idea kar net mil gaya yoga.
Step 9-Aapko mai ek baat bata dena chats hu ki aapko roj 100 mb hi use kar sakte hai.
Step 10-Es tricks ko use karne ke liye aapke idea ke sim me zero balance hona chahiye.

Is me hindikatrick aur meri koi guaranty nahi hogi. Aap idea free internet apni khushi se chala rahe ho or aage hone wali problem ki jimmedari bhi aapki hi hogi.
Second Trick
Dosto aap proxy set karke chalana chats hai to bus Eske Liye Niche Diye hue Step Ko Follow Kare .

Free Me Proxy Set Karke Internet kaise chalaye
Ye trick sirf kuch states ke liye hai jisme Maharashtra,Asam,Shamil,Gujra ke liye hai.
Idea Free Proxy Internet Kaise Use Karne

1. Aap ka sim 2G/3G/4G Enable ho.
2. Aapka Balance zero ho.
Free me proxy set karke internet kaise chalaye Mobile User ke liye
Step 1-Pahle aapko Phone  ki Setting Me Access Point Par Jana hai.
Step 2-Uske baad Create New par click karna hai aur niche diya code fill kardena hai.
Account Name : Hindikatrick.blogspot.com
Access Point    : Internet
Proxy                 : 186.149.156.119
Port                    : 80
Home Page       :  http://google.com
Step 3-
Ab setting ko save karna hai.uske baad mobile kar data connection on kardena hai .ab free internet ka use kigiye.Ye Trick Sabhi Android Phone ke liye hai.

Free Me Internet Kaise Chalaye For Computer Ya Laptop User ke liye

Free internet idea sim se use karne ke liye aapke browser ko open karne ke baad network setting me jakar niche diya code dalen se free me aap aapne PC me use kar sakte hai.
Proxy            :  186.149.156.119
Port.             :   80
Home Page :  http://google.com
 Idea Ke Sim Me Kaise check Kare Data

Subse pahle aapko *125# dial karna hai  ab aapko pata chl gaya yoga.

Tag- kaise free internet use kare,free internet use kaise kare idea ke sim me,kaise kare,kaise chalaye free me internet ,kaise use kare idea sim me,kaise use kare ,latest trick.

Post a Comment

1 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
Post a Comment
To Top